Lucknow me ghumane ke liye khubsurat jagah
.Lucknow me ghumane . ke liye khubsurat jagah Aaiye jante h inke bare me
lucknow; uttar pradesh ki rajdhani ek shander itihas aur nawabi tehzeeb ke liye mashhoor hai yahan kai khubsurat aur dilchaps jagah hai jo ghumne layak h 1. bara imambra;
;nawab asaf ;ud -daula ne 1784 me banwya tha
; bhool bhulaiya [labyrinth] is jagah ka mai attraction hai
.shandar mughal aur awadi architecture
2,rumi darwaza
.lucknow ka iconic gate mughal arcchitecture ka behetareen udaharan
. bara imambra ke pass hi stith h
3;ambedkar park
.marbal se bana bhavya park bade statues aur wide pathway ke sath
.shaam ko light se sath aur bhi khubsurat lagta h
4;ganeshwar mishrapak
.asia ka sabse bade parks me ek
.jogging track boating aur greennery ka maza
5,gomti Riverfront
. .gomti nadi ke kinare bana huwa sundar promenade
.walking cycling aur sham sunset dekhsne ke liyeperfect jagah hai
6;dilkusha kothi
.british period ka historic building aur gadern
.photograpgy aur history lovers ke liye perfect h
7. hajratganj market
.shoping street food aur nawabi andaaz ka center
.waha ka tunaday kawabi bhi trya karna chahiye
8; lucknow zoo [nawab wajid ali shah zoological garden]
.bachchon aur parivar ke sath ghumne ke liye sandar jagah
Comments
Post a Comment